IN 5 CHEEZOU KO GANIMATH SAMJHO:
Muhammed Rasool (ﷺ) Farmaay, 5 Cheezou ko 5 Cheezou se phele Ganimath samjho:
1️⃣Apni Jawaani ko Apne Budhapay se phele.
2️⃣Apni Sahet ko Apni Bemari se phele.
3️⃣Apni Tangari ko apni gurbath se phele.
4️⃣Apni Faragath ko Apni Mashghuliyath se phele.
5️⃣Apni Zindagi Ko Apni Mout se phele
[Sahih Targeeb: 3355]
QAYAMATH KAY DIN YE 5 SUWALAATH KIYE JAENGAY ZAROOR:
Muhammed Rasool (ﷺ) Farmaay, Qayamath kay Din 5 Cheezou kah Baray mein Suwalath se phele kisi Banday kay Qadam Apnay Rab kay paas se Hil Nahi Sakhingay.
1️⃣Umar kay Baray mein kay Issay Kis Cheez mein Guzara?
2️⃣Jawaani Kay Baray mein Issay Kis Cheez mein Gawaya?
Maal Kay Baray mein 2 Suwaal Hongay:
3️⃣kay Maal Kahan Se Kamaya?
4️⃣Aur Kahan per Kharch kiya?
5️⃣Aur Ilm kay Baray mein kay Isne Isper Kitna Amal kiya?
[Tirmidi: 2416]
Ae Logou Qayamath kay Din jabh Humse Suwaal hoga kay Apni Jawaani ki Tawuni ko akin Kin Amal Me Khapaya tha?
kay Hum adin aur Raath ka Baishtar hessa kis kis kay saath kiya kiya karte huay guzarte the?
Hum Jabh Tanhai mein hote toh kiya kiya (TV) per dekhtay the?
kiya kiya Sunte the?
kiya kiya Padhte the?
aur Farigh Ouqath mein Kiya kiya karte the?
Hum Sub ko Sochlena chaheye kay Qayamath kay Fin hum in Suwalaath kay kiya Jawab dingay.

No comments:
Post a Comment